Monday, March 3, 2008

Humraaz

Humraaz
Bardaasht - Remix

Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Tere Bin
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Tere Bin

Yeh Ishq Wishq To Yaar Bada Hai Kamaal Yeh Paida Karta Hai Laakho Sawal
Yeh Ishq Wishq To Yaar Bada Hai Kamaal Yeh Paida Karta Hai Laakho Sawal
Kahin Khwaab Yeh Dikhaata Hai Kahi Dard Yeh Jagaata Hai
Yeh Mushkile Badata Hai Jannat Bhi Yeh Dikhaata Hai
Jannat Se Door Jaaye Kahan Jaaye Kahan Jaaye Kahan
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Tere Bin

Jo Na Ho Aarzo To Aashqui Hai Kya Jo Sanam Na Mile To Zindagi Hai Kya
Jo Na Ho Aarzo To Aashqui Hai Kya Jo Sanam Na Mile To Zindagi Hai Kya
Yeh Aashqui Lubhaati Hai Lekin Bada Sataati Hai
Nazdikiyaan Laati Hai Kabhi Dooriyan Badati Hai
Mit Jaane Do Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din
Tere Bin



Dil Ne Kar Liya

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
(Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana) - 2
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
La la la la, la la la la
La la la, la la la, la la la la

--MALE--
Mauka dil ne diya hi nahin
Pyaar hua kab pata nahin
Banke muqaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye

--FEMALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
Le jaa dil pardesi, le jaa dil pardesi
Chain ho tum aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subh-o-shaam ho tum
Jaan meri pehchaan ho tum

--MALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar



Pyaar Kar Ikraar Kar

--MALE 1--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--CHORUS--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar

--MALE 1--
(Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza) - 2
Jab koi lagta hai dil-o-jaan se pyaara
Uska nazrein churaana nahin hota hai gawaara
Majboor karta hai pyaar, yeh dil ka sauda hai yaar - 2

--FEMALE--
Yeh dil ka khel ajeeb hai yaar
Jeet mein bhi kabhi hoti hai haar

--MALE 1--
Jeet ho ya haar ho
Aar ho ya paar ho
Chaahe jo bhi ho saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 2--
Hey hey hey hey, hey hey hey hey
La la la, la la la, la la la la
Aitbaar hua hai, mujhe pyaar hua hai
Koi lage apna sa, pehli baar hua hai
Paana hai ab to usse, chaaha hai dil ne jisse - 2

--FEMALE--
Paayega kaun, khoyega kaun
Kiska naseeb kya jaanega kaun

--MALE 2--
Jo bhi ho naseeb mein
Mehboob ho kareeb mein
Chaahe jo ho rab ki raza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 1--
Tujhe apna dil dene ka hai maza



Sanam Mere Humraaz

--FEMALE--
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--MALE--
Hey hey aa ha ha ha ha
Eh hey aa ha ha ha ha, la la la la la la
(Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana) - 2
Tum ho tum ho tum hi ho, tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--FEMALE--
Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--CHORUS--
Tu hi aarzoo hai, tu hi justjoo, tu hai junoon

--FEMALE--
Dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai
O, dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai
Daga nahin dena, saza nahin dena
Saahil pe laake dooba nahin dena
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--MALE--
(Hai kachche dhaage se naazook mohabbat
Yeh toot jaaye na karna hifaazat) - 2
Do raahein pe laake chhod nahin dena
Vada yeh vafa ka tod nahin dena
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--FEMALE--
Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--MALE--
Sanam mere humraaz

--FEMALE--
Sanam mere humraaz



Tune Zindagi Mein

Tumsa koi dusra is zameen pe hua
To rab se shikaayat hogi
Tumhaari taraf rukh kisi gair ka hua
To qayaamat se pehle qayaamat hogi
Tune zindagi mein aake
(Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di) - 2
Tune pyaar yun nibhaake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di
Ab gawaara nahin, koi aur bhi ho
Jo meri tarha yun tum pe mare
Chhoona to door hai, ab na manzoor hai
Koi mere siva tera zikr bhi kare
Tune faasle mitaake
Tune faasle mitaake zindagi, ho
Zindagi badal di
Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di
Teri taareef gar aaina bhi kare
Tod doon main usse dil mera kahe
Tu hai mera junoon, mere dil ka sukoon
Main deewana hoon tera koi kuch bhi kahe
Yeh deewaangi badhaake
Yeh deewaangi badhaake zindagi, ho
Zindagi badal di
Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di - 2

No comments: