Wednesday, February 20, 2008

Bhool Bhulaiyaa

Bhool Bhulaiyaa
Alla Haafiz

o raahi chal - 2

o raahi chal - 2
zindagi ka safar ajanabi ajanabi, saanson ki rehgujar ajanabi
na tujhe hai khabar, na mujhe hai khabar, chal rahe hum magar ajanabi
(allah haafiz, allah haafiz, allah haafiz
allah haafiz, keh raha har pal) - 2

o raahi chal - 2
chalte jaana hai o raahi chalte jaana hai, chalte jaana hai zindadi
chalte jaana hai o raahi chalte jaana hai, raste ho bhale ajanabi
har nazaara har ishaara naya naya hai, kaun jaane hai sabera kahaan
zarra zarra lamha lamha naya hai, kaun jaane hai basera kahaan
har shehar, har dagar ajanabi ajanabi, har nisha har pehar ajanabi
na tujhe hai khabar, na mujhe hai khabar, chal rahe hum magar ajanabi
(Allah haafiz, Allah haafiz, Allah haafiz
Allah haafiz, keh raha har pal) - 2

o raahi chal......
dhoop chhaaya, mauj dariya juda juda hai, kaun jaane hai kinaara kahaan
saare mausam saare Allahm juda juda hai, kaun jaane hai gujaara kahaan
har ghadi har gadar ajanabi ajanabi, har pehar har lehar ajanabi
na tujhe hai khabar, na mujhe hai khabar, chal rahe hum magar ajanabi
(Allah haafiz, Allah haafiz, Allah haafiz
Allah haafiz, keh raha har pal) - 2

Labon Ko Labon Pe Sajao

(labon ko labon pe sajaao
kya ho tum mujhe abb bataao) - 2
tod do khud ko tum, (baahon mein meri - 3) baahon mein
(baahon mein meri - 3) baahon mein

tere ehsaason mein, bheege lamhaaton mein, mujhko ?? tishnagi si hai
teri adaayon se dilkash khataao se, in lamho mein zindagi si hai
haya ko jara bhool jaao, meri hi tarah pesh aao
kho bhi do khu ko tum, (raaton mein meri - 3) raaton mein

labon ko labon pe sajaao
kya ho tum mujhe abb bataao

tere jasbaaton mein, mehaki si saanso mein, ye jo mehek sandili si hai
dil ki panaaho mein, bikhari si aaho mein sone ki khaaish jagi si hai
chehare se chehara chupaao, sine ki dhadkan sunaao
dekh lo khud ko tum (aankhon mein meri - 3) aankhon mein

labon ko labon pe sajaao
kya ho tum mujhe abb bataao

Teri Aankhein Bhool Bhulaiyaa

teri aankhein bhool bhoolaiya, baatein hain bhool bhoolaiya
tere sapno ki galiyon mein i keep looking for you baby
teri aankhein bhool bhoolaiya, baatein hain bhool bhoolaiya
tere sapno ki galiyon mein you keep driving me so crazy
dil mein tu rehti hai, betaabi kehati hai
i keep praying all day, all day all night long
hare raam hare raam hare krishna hare raam - 4

tu meri khaamoshi hai, tu meri madhoshi hai
tu mera hai afsaana
tu hai aawaara dhadkan, tu hai raaton ki tadpan
tu hai meri diljaana, everything about you baby i liking
teri julfon ke niche mere khaabon ki jannat
teri baahon mein aake bechaini ko milati raahat
my only wish is if i ever ever could make you mine
every one pray with me now all day all night long
hare raam hare raam hare krishna hare raam - 4

tere waade pe jeena, teri kasmo pe marna
baaki abb kuchh na karna
chaahe jaaga ya soya, deewaanepan mein khoya
duniya se abb kya darna
tere ehsaason ki geharaayi mein duba rehta hoon
tu meri jaan ban jaaye har lamha rab se kehta hoon
everyone is talking about us, wherever i go
my love will rock you baby, come on now come on
hare raam hare raam hare krishna hare raam - 4
teri aankhein bhool bhoolaiya, baatein hain bhool bhoolaiya
tere sapno ki galiyon mein i keep looking for you baby
teri aankhein bhool bhoolaiya, baatein hain bhool bhoolaiya
tere sapno ki galiyon mein you keep driving me so crazy
dil mein tu rehti hai, betaabi kehati hai
i keep praying all day, all day all night long
hare raam hare raam hare krishna hare raam - 4

Lets Rock Now Soniye

aankhon se lad gayi aankhein, baaton se badh gayi baatein
mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam teri meri yeh hasi mulaakaate
aankhon se lad gayi aankhein, baaton se badh gayi baatein
mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam teri meri mulaakaatein
lets rock now soniye - 4
chal aaja da soniye, nachale tu nachale ye yi ye yi ye
(badli se chupake jara, chanda bhi dekhe yaara
mukhda mere yaar ka, o jaane jaana) - 2

din toh yaadon mein kat jaaye, nind raaton ko na aaye
teri saadagi, teri aashiqi mujhe pal pal tadpaaye
ajab si masti hai chhayi, ghadi milne ki hai aayi
na hoga koyi abb faasla, na hogi tanhaayi
o re deewaani gori, tune toh chori chori
kabhi palke uthaake, kabhi palke giraake baandhi dil ki dori
lets rock now soniye - 4
banno raani haan sun banno raani ki mehendi ki aayi raat
banno raani aa sun banno raani ki apani duwaaye saath hai

chain bin tere na aaya, nasha bas tera hi chaaya
mudke yahaan dekha jahaan bas tujhko hi paaya
kehna tujhse hai kehna, dur nahi tujhse hai rehna
mere saatiya mere paas aa, dard duri ka nahi sehna
fida huva main jaana, bana tera deewaana
tujhe kaise main bataau, tujhe kitna main chaahu, tune nahi jaana
lets rock now soniye - 4
aankhon se lad gayi aankhein, baaton se badh gayi baatein
mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam teri meri yeh hasi mulaakaate
aankhon se lad gayi aankhein, baaton se badh gayi baatein
mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam teri meri mulaakaatein
lets rock now soniye - 4

Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun

mere dholna sun mere pyaar ki dhun, mere dholna sun

mere dholna sun mere pyaar ki dhun, mere dholna sun
meri chaahatein toh fiza mein bahengi, zinda rahengi hoke fanaa
ta na na na tum....
mere dholna sun mere pyaar ki dhun, mere dholna

(saathi re saathi re marke bhi tujhko chaahega dil
tujhe hi pe chainiyon mein aayega dil) - 2
mere kesuyon ke saayein mein, teri rahaton ki khushboo hai
tere bagair kya jeena hai, mere rom rom mein tu hai
meri chudiyon ki khankhan se, teri sadaayein aati hain
yeh duriyaan hamesha hi najdik humko laati hai o piya
-sargam-
mere dholna sun mere pyaar ki dhun, mere dholna

(saanson mein saanson mein teri saragamein hain, abb raat din
zindagi meri toh kuchh na abb tere bin) - 2
teri dhadkano ki sarghoshi meri dhadkano mein bajati hai
meri jaagati nigaahon mein khwaaish teri hi jagati hai
mere khayaal mein har pal tere khayaal shaamil hai
lamhe judaayiyon waale mushkil bade hi mushkil hai, o piya
-sargam-
mere dholna sun mere pyaar ki dhun, mere dholna

Sajda Mein Karun Pyaar Ka Sajda

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

(maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda
jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o) -2

har chaahat mannat si lage, mujhe duniya bhi jannat si lage
khwaabon mein bikhari jhalak se mila, main toh jamin palak se mila
hosh nahi hai abb hosh nahi, chaaya hai mujhpe nasha
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan mere ehsaas tarang jawaan?
aise jasbaaton se dil yeh mila, jaise viraano mein phool khila
saari fiza mein rava hai rava meri dhadkano ki sada
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o
maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda
jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda
sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda
sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda
ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

Sakhiya re Sakhiya

sakhiya re sakhiya re mithi mithi batiya re sakhiya re sakhiya re ho
sakhiya re sakhiya re kate nahin ratiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re mithi mithi batiya re sakhiya re sakhiya re ho
sakhiya re sakhiya re kate nahin ratiya re sakhiya re sakhiya re ho
(do dilon ki duri mujhse sahi na jaaye
bin tere ik pal kahin na chain mujhko na aaye
jawa iss dhadkan ki betaabi ka abb karna hai ijhaar
na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar - 2) - 2
aarjoo aarjoo bass teri aarjoo - 2

sakhiya re sakhiya re mithi mithi batiya re sakhiya re sakhiya re ho
sakhiya re sakhiya re kate nahin ratiya re sakhiya re sakhiya re ho
(kya jamin aur kya palak hai, har jagah tera ? hai
khaab mein yaadon mein kya hai, sirf tera aks hai) - 2
dhadkanon mein hai teri hi chaahaton ki daastaan
tu nahi paas toh jeena hai bekaar
na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar - 2
aarjoo aarjoo bass teri aarjoo - 2
dhola re dhola re dhola - 4
o raanjha, o raanjha

dhola re dhola re dhola - 8
(jindagi toh kat rahi hai bass tere ehsaas mein
bass teri hi tishngi hai inn labon ki pyaas mein) - 2
saare armaan bol dungi rubru jab aayega
ja re ja tujhse hi karna hai ikraar

No comments: